Go Back   StudyChaCha 2024 2025 > StudyChaCha Discussion Forum > Exams

  #2  
Old March 31st, 2013, 01:25 PM
Super Moderator
 
Join Date: Nov 2011
Default Re: PPSC Urdu Past Papers

You are looking for past paper of PPSC in Urdu.
Here I am giving you some past question along with answer of PPSC Urdu.
1. ishq o inqilaab kis taraqqi pasand shaair ki kullyat hai?
Zaheer Kashmiri

2. halqa arbab e zauq" ka pehla ajlaas kis ki zer e sadarat hua?
Hafeez Hoshiyar Poori

3. aaraish e mehfil" mein kon sa qissa bayan hua hai?
Hatim Taai

4. Dil gudaaz k mudeer ka naam?
Abdul haleem sharar

5. Sir Syed ki zindagi mein tehzeeb ul akhlaq ka aakhri shumara kab shaya hua?
1897

6. Sham ki mundair se"kis noyiat ki tasneef hai?
khud navisht

7. Masnavi "gulshan e Ishq" kis ki tasneef hai?
Nusrati

9. Sonnet kitnay misron per mushtamil sinf e sukhan hai?
14

10. Logo Markeziat" kis maghrabi naqqad ki istelaah hai?
a)Xak dareeda
b)Meeshal Foko
c)Franciso leutar

11. Shaiyiri mein "shakhsiat ki nafi" ka tasawwur kis maghribi naqqad ne paish kia?
Eliot

12. Ghalib ka san e wafat?
1869

13. Mukhzin" ka pehla shumara kab shaya hua?
April 1901

14. kaii chand thay ser e aasman" kis ka novel hai?
c)Shams ud din Farooqi

15. Tanqeed aur amli tanqeed k musannif ka naam?
Ahtasham Hussain

16. Allama Iqbal ki nazm "Zauq o shauq" un k kis majmmoay mein shamil hai?
Baal e Jibriel

17. Talkhaba e sheereen kis ka shaeri majmooa?
Hafeez Jalandhri

18. Anjuman e Punjab se wabasta maroof angrez shakhsiat?
Dr. Lietner

Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai.
Shahnama Islam

Baray aalu ka kuch bayan ho jaye”_____ka mazahya mazmoon hai.
Mushtaq Ahmad Yousafi

”Manzil e shab”_____ka majmooa’e kalam hai.
Mukhtar sadiiqui

Khalida Adeeb khanam_____ki Umda tehreer hai.
Ch.Afzal haq

Nazm “Manto” kis shairi majmooa mein hai?
Shab e rafta

Haasil na kijye daher se ibrat he kyon na ho”____ka misraa hai
Mirza Ghalib

Theudor Morison ka ziker____k khakay mein hai.
Sir Syed Ahmad khan

Heart Attack______ki nazm hai.
Faiz Ahmad faiz

Naeem_____ka kirdaar hai.
Udaas naslen

¬¬¬¬---Aagra mein paida hue aur Delhi mein Mughal darbar se wabasta rahay..
Mirza Ghalib

Aik Khadim e Khalq ki kahani”_____ki tehreer kerda hai.
Ch.Afzal haq

Intekhab e kalam e Meer pehli baar kab shaya hua?
1930

)____1911 mein Sialkot mein paida hue aur lahore mein wafat payi.
Faiz Ahmad Faiz

″Mein he tou ik raaz tha seena e kaainat mein”_____ka misraa hai.
Iqbal

be’khudi le gayi kahan ham ko
daer se intezaar hai apna”______ka sher hai
Meer taqi Meer

Prof Sohail____ka kirdaar hai.
Raja Gidh

Khawaja Altaf Hussain Haali_____k mushayiron mein shareek hue,
Anjuman e Panjab

Shibli Naumani ki “Seerat un Nabi” ko ____ne mukammal kia
Syed Suleman Nadvi

Mah o saal e aashnayi_____ka safarnaama hai.
Faiz Ahmad faiz
__________________
Answered By StudyChaCha Member
Reply With Quote
Reply




All times are GMT +6. The time now is 08:41 AM.


Powered by vBulletin® Version 3.8.11
Copyright ©2000 - 2024, vBulletin Solutions Inc.
Search Engine Friendly URLs by vBSEO 3.6.0 PL2

1 2 3 4 5 6 7 8